Sharabi shayari

 


Na Karo Sawaal Tum Is Botal Se Saheb
Ye To Sabko Ke Gamu Ko Door Karti Hai
Sabhi Pite Hai Isko Shauk Se Yahan Par
Ye Kahan Kisi Ko Majbor Karti Hai

Yaaron Ki Mehfil Aise Jamai Jaati Hai
Kholne Se Pahle Botal Hilaayi Jaati Hai
Phir Tute Dil Walo Ko Awaaz Lagayi Jaati Hai
K Aao Yahan Dard-E-Dil Ki Dawa Pilayi Jati Hai

मेरी कबर पे मत गुलाब लेके आना
न ही हाथों में चिराग लेके आना
प्यासा हूँ मैं बरसो से जानम
बोतल शराब की और एक गिलास लेके आना

Nasha Hum Kiya Karte Hai
Ilzaam Sharab Ko Diya Karte Hai
Kasoor Sharab Ka Nahi Unka Hai
Jinka Cahera Hum Jaam Mein Talaash Liya Karte Hai

शराबी नाम न दो मुझको
मैं तो कभी-कभी पीता हूँ
पहली बार आया हूँ मयकदे में
रोज़ तो घर ही पर पीता हूँ.  


Kab Tak Purana Sharab Pilayega
Kab Tak Wahi Prem Katha Sunayega
Dil Ka Tutna Khatam Nahi Huwa
Kal Phir Koi Aur Naya Aayega

ऐ साकी हमारा एहसान है क तेरे पास चले आते हैं पीने जाम
वरना हमरे मेहब00ब की ऑंखें किसी मैखाने से कम नही

Lee Hai Sharabhar Har Gali Har Dukaan Se
Ek Dosti Si Hu Gayi Ha Sharab Ke Jaam Se
Guzre Hai Hum Ishq Ke Kuch Aise Mukam Se
K Nafrat Si Ho Gayi Hai Mohabbat Ke Naam Se

खाली जाम लिए बैठे हो उन आँखों की बात करो
रात बहुत है प्यास बहुत है बरसातों की बात करो

Mein Unki Aankhon Se Chalakti Sharab Pita Hun
Gareeb Ho Kar Bhi Mahengi Sharab Pita Hun
Mujhe Nashe Mein Wo Bahekne Nahi Dete
Unhe To Khabar Hi Nhi Ki Mein Kitni Sharab Pita Hun



टिप्पणियाँ